Festivals

Happy Ashura 2023: 50+ Quotes, Wishes, Status & Greetings

Ashura Quotes 2023: Images, Wishes, Messages, Status & Gre, ratings, and Sayings Available here. In the Islamic calendar 2023, the Muharram month is observed as the Ashura Big festival of Shia Muslims in India. Maximum south Asian countries are participating in Ashura sad function.

If you are looking for Ashura quotes on Imam Hussain, we have a good collection of Ashura 2023 Statuses, images, poetry in Urdu, and SMS on Prophet Mohammed’s grandson on eve of Ashura 2023.

Ashura Quotes
Happy Ashura 2023

Happy Ashura 2023 Messages/SMS:

Ashura Poetry reads- Phir Karbala Ke Baad Dikhayi Nahi Diya, Aisa Koi Bhi Shaks Ke Pyasa Kahen Jise.

Ashura’s Quote reads- Everyone knows dying after death, but you (Hussain) taught us how to live after death.

Ashura Poetry reads- Qatl-e-Hussain Asl Me Marg-e-Yazid Hai, Islam Zinda Hota Hai Har Karbala Ke Baad.

Ashura Quote 2022 read- No tragic event of human history can vie with the end of Hazrat Imam Hussain in point of its heart-ren-erring pathos, in the field of Karbala.

Wo gunah jis ka tumhein ranj ho, Allah k nazdeeq us nayki se behtar hai Jis se tum main ghuroor paida ho jaye. -Hazrat Imam Ali

Logon Ki Zaroraton Ka Tum Se
Wabasta Hona Tum Per ALLAH Ki Enyat Hai.
*Imam Hussain*  

Main Jannat K Shouq Main ebadat Nahe Kerta,
Kyon ke Ye Ebadat Nahe Tijarat Hay
Main Dozakh Ke Khoof Say Ebadat Nahe Kerta,
Kyon ke ye Ebadat Nahe.Ghulami Hai..
Main Ebadat Sirf Is Liye Kerta hon…
Kyon ke Mera RuB ebadat K LayeQ Hai……
*Hazrat Imam Ali*  

Jub meri DUA kabol ho tu mein khush hota houn
k is main meri marzi hai aur
Jub kabol na ho tu mein aur khus hota houn
k ye ALLAh ki marzi hai
*Hazrat Imam Ali* 

“Jab B Farig Waqt Mily
To Apni Maa’n K Pas Ja Kar
Beth Jaya Kro
Q K Maa’n K Sath Guzra Hua Waqt
Qayamat K Din Nijaat Ka Baais Bane Ga”
*QUOTES HAZRAT IMAM HUSSAIN*

Dunya Daron ki Sohbat ikhtyar Na karo
Kyon ke Agar tu Tang-dast huwa to
Ye tujhe Chorh Denge Or agar to
Dolat-mand huwa to Tujh se Hasad karen gay.
*Hazrat Imam Ali*

Agr Dunya Mein Inqalab Lana Chahtay Ho Tou
Tehzeeb E Nafs Ka Aagaz Khud Se Karo
Dunya Khud Badal Jaye Gi…..

Read this: Happy Yom Kippur 2023: When Does it Start & Greetings

Ashura 2023 Quotes:

Hazrat Ali Jisko Arbab-E-Nazar HaQ ka WaLi kehty Han Sar-Ba-Sar WaQif-E-Israr-JaLi kehty Hain Jisko Doba Hua Suraj B PaLat kar Dekhy Hm Usy Apny Aqeedy Me ALI kahty Han

10 moharm ko chand, sitaray, zamen or janat bani
isi din Firown ghark hua
isi din Hazrat Yosuf(a.s) kunwain se bahir aye
zameen pr pehli barish isi din hui
isi din Hazrat Yaqub(a.s) ki binai lotai gai
isi din Hazrat Yonus(a.s) machli k pait se bahir aye
Ashura din Hazrat Ibrahim(a.s) or Hazrat Esa(a.s) paida huwe
isi din Hazrat Imam Hussain ne shahadt pai

Anjam-e-wafa kya hy Ye socha nai krty
Muslim kabi Halaat sy soda nai krty
Ye Rasm sikhai hy HUSSAIN IBN-ALI ny
Sir Sajdy men ho to teeron ki Parwah nahi karty

Samny

Samny jis  k akbar fida ho gya
Goad me jis k asghar trapta raha
Jis ko umat ne teron ko tuhfa dia
us shaheed-e- Muhabat pe lakhoun slam

Ashura

Ashura 2023 Wallpaper:

Muharram 2023 Wallpaper It is a common practice to share the relevant wallpapers. Changing wallpapers is a sign of spreading awareness. Here are the most relevant and eye-catching Wallpapers that you can share on your social sites, WhatsApp, Instagram, Facebook, and Twitter. Have a look.

Do you want to share image messages or simple quotes, here are the best options that you can share and post. Have a glance at Muharram UL Haram Images.

Happy Ashura 2023 Status:

Ashura Status we respect your religious concerns. So here we are adding WhatsApp and Facebook statuses of Muharram UL Haram. Have a look at these statuses.

Read this: 2024 BMW Mini Cooper: Pricing, Full Specs & Release Date

Dil ki basti mein karbala barpa
Lashay yadon k khaak mein ghiltan
Kheima-e-Fiqr zad pe shoalon ki
Harf sajda kunan hain honton per
Har taraf al-atash ki awazein
Maan nezon pay hain tarazu huey
Dharkno k galu pay khanjar hai
Khab k sar say chin chuki hai rida
Bain uthtay hain dil ki Nagri say
Pyar ki alqama pay pehray hain
Zeest ko daan abla pai
Dast-e-Qatil mein zulf subha ki
Ashk arzan huey hain palkon pay
Phir Muharram kaa chand nikla hai

Ashura Facebook Status:

If you are a Facebook user, we are sure that you have seen people making memes on Ashura shamelessly and as a Muslim, it must hurt to the core. If you want to raise awareness about this massacre, take the help of your Facebook profile and upload your status and let people know the significance of this holy month.

USA Top Holiday

Welcome to Eid Mubarak Message about us page! We are a website dedicated to providing information and resources about Eid al-Fitr, one of the most significant religious festivals celebrated by Muslims around the world.

Related Articles

Back to top button